Tampilkan postingan dengan label bollywood. Tampilkan semua postingan
Tampilkan postingan dengan label bollywood. Tampilkan semua postingan

LIRIK LAGU CHALTE CHALTE hindi MOVIE 2003

Rabu, 04 Desember 2013

http://zackreyzafi.blogspot.comCHALTE CHALTE

 (Male) pyaar humko bhi hai
pyaar tumko bhi hai
to yeh kya silsile ho gaye
bewafa hum nahin
bewafa tum nahin
to kyoon itne ghile ho gaye
chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye
kyaa pata kahaan hum chale

 (Male)
pyaar humko bhi hai
pyaar tumko bhi hai
to yeh kya silsile ho gaye

(Female)
bewafa hum nahin
bewafa tum nahin
to kyoon itne ghile ho gaye

(Male)
chalte chalte kaise yeh faasle ho gaye

(Female)
hmm hoo
kyaa pata kahaan hum chale 
 

(Female)
doob gaya hai jaise
darde mein dil
aanshu bhari hain
ab ankhein

(Male)
tanhaaiyon khi jo
ruth haa gayi
 ujhdi hui hain sab raahein

(Female)
socha tha paayenge dohno ek manzil kho

(Male)
raahein jo badli to tum hi bata do

(M_F)
chalte chalte gum kahan kaafle ho gaye

                        (Female)
hmm hoo
khoo gaye
kahaan raaste

(Male)
pyaar humko bhi hai
pyaar tumko bhi hai
to yeh kya silsile ho gaye


===================================================